Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUstadon Ke Ustad (1963)
HomeUstadon Ke Ustad (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi peele chehre hain magar unpe lipstik powder cartoonon ki tarah aa rahe hain ye nazar ye hain sham e anjuman dekho inka baankpan husn ki tauheen hain adhkhule inke badan na inka pyaar achchha hai na inki berukhi achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti achchhi na inki dushmani achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi inki surat dekh kar inki haalat dekh kar muskura denge huzur aap bhi muh pher kar ye to apne aap ki khud udate hain hansi ek tamashe ke siwa kuchh nahin ye zindagi andhere jis se sharmaye nahin wo roshni achchhi haseenon se to bas sahab salamat door ki achchhi na inki dosti
pine apple papaiya papaiya papaiya le banana co co nut coconut maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin hoo roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin are isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin aye pyaar kiya to dekho jalke ji jalke ji jalke ji darte ho kyun milne ke jhuthe vaade humse ji humse ji humse ji karte ho kyun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun baar baar deti ho taana mujhe samjho naa itna deewana mujhe isiliye kehti hoon jaan e jigar tumne abhi tak naa jaana mujhe are baar baar deti ho taana
mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya meri har adaa pe jo jaan de maine wo sikandar paa liya meri har adaa pe jo jaan de mere dil se pehle varak pe hai tera naam kab se likha hua mere dil se pehle varak pe hai tera naam kab se likha hua mujhe iss tarah na bana sanam ye sabak hai mera padha hua ye sabak hai mera padha hua jisse do jahaan mein naa paa saka use dil ke andar paa liya meri har adaa pe jo jaan de maine wo sikandar paa liya mere dil ko jiski talash thi jise maine chaaha naa bach saka kabhi meri zulfon ke jaal se jise maine chaaha naa bach saka kabhi meri zulfon ke jaal se mujhe phir bhi pyaar hai jaanejaan teri zulf se teri chaal se teri zulf se teri chaal se jo mere ishaaron pe chal sake maine aisa dilbar paa liya mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya meri har adaa pe jo jaan de tere naaz kyun naa uthaun main mere har maraz ki dawaa hai tu tere naaz kyun naa
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai
sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge kismat humen milne se rokegi bhala kab tak inn pyaar ki raahon mein bhatkegi wafaa kab tak kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge ye kaisi udaasi hai jo husn pe chhayi hai hum door nahin tumse kehne ko judaayi hai armaan bhare do dil phir ek jagaah honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haseenon Se To Bas Ustadon Ke Ustad (1963) 03:27 36986
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 36986   

Maine Kaha Tha Ustadon Ke Ustad (1963) 04:51 32345
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Helen
Duration : 04:51   Song Number : 32345   

Mere Dil Ko Jiski Ustadon Ke Ustad (1963) 03:27 14389
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakeela
Duration : 03:27   Song Number : 14389   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Sau Baar Janam Lenge Ustadon Ke Ustad (1963) 03:21 12527
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 12527